Kya issi liye apnaya tha tujhko#heartbroken #hindipoetry#poetry

Dil thod ke Tanha Kiya tha tmne😔… ..

Accha h n jo Tanha Kiya tha tumne…

Aaj yhi dil bhut kuch pane ke Josh me. Hai..lagta h aaj ye sb kuch jeet Jane ke Josh me hai.. …

Sab sapna bhula kr apna…bss Ek Tera sajaya Tha sapna.😍..

Bhool kr sb kuch bss tere liye sawara Tha khud ko…

Maar kr ek thappad thod diye vaade saare kya iisi liye apnaya tha tujhko😏….

Leave a comment